Skip to main content

Posts

Showing posts from October, 2019

World's Smallest Camera!!! 40KiloPixel Images | OmniVision's OVM6948

OVM6948   Namaskaar Dosto, is video mein maine aapse baat ki hai World's Smallest Camera ke baare mein jo hai Omnivision ki taraf se aane wala 40 Kilo Pixels output ke saath OV6948 Image Sensor jo apne aap mein ek engineering marvel hai jaha hume milta hai World's smallest Camera aur iski applications bhi acchi hai. Mujhe umeed hai ki aapko World's Smallest Camera ki yeh video pasand aayegi. OmniVision's OVM6948 CameraCubeChip™ is a fully packaged, wafer-level camera module measuring 0.65 mm x 0.65 mm, with a z-height of just 1.158 mm, ideal for disposable devices operating from the smallest part of the anatomy. The camera module is derived from an ultra-small image sensor, the  OV6948 , winner of the  Guinness World Record for "The Smallest Commercially Available Image Sensor*,"  with its size of 0.575 mm x 0.575 mm. This complete module can be integrated into a disposable guidewire, catheter or endoscope with a diameter as small as 1.0 mm. W

Redmi Note 8 Pro Unboxing & First Look + Giveaway | Quad Cam Performance Monster

 Hello doston Aaj Ham aapko batane Wale Hain Redmi Note 8 Pro bare me.            Participate here: https://www.youtube.com/redirect?q=https%3A%2F%2Fgleam.io%2F8j04W%2Ftg-redmi-note-8-pro-giveaway&redir_token=-dQlhUnLcYXEDUId5qafyOnsKrd8MTU3MTU1NDY4MkAxNTcxNDY4Mjgy&event=video_description&v=CnU0aE5Zq0Q Delhi; Namaskaar Dosto, is video mein maine aapse Redmi Note 8 Pro ke baare mein baat ki hai, aur Share ki hai Redmi Note 8 Pro ki Unboxing aur ek First Look. Redmi Note 8 Pro next version hai Xiaomi Redmi Note 7 Pro ka jise Redmi ne I ndia mein launch kiya hai. Redmi Note 8 Pro ek premium mid range phone hai jisme aapko MediaTek G90T processor milta hai aur saath mein hai 64MP Quad Cam Setup jaha hai 64MP + 8MP +2MP + 2MP rear aur 20MP front camera. Redmi Note 8 Pro mein 4500mAh ki battery hai, 18W Charging support ke saath mein aur yaha pe hai 6.53" ka FHD+ 19.5:9 aspect ratio wala display Dot Notch ke saath aur isme hai corning gorilla glass 5 ki prote

Google Pixel 4 Unboxing & First Look | RADAR + Crazy Camera | Pizza Edition

Namaskaar Dosto is video mein maine aapse Google Pixel 4 aur Pixel 4 XL ke baare mein baat ki hai. Google ne is saal apne Pixel Phones ke lineup mein add kiye hai Pixel 4 aur Pixel 4 XL aur yeh dono hi bahut interesting phones hai jaha main highlight Hardware aur Software ka integration hai aur saath mein hai Motion Sense technology jo based hai Project Soli pe, yaha pe camera kaafi stunning performer hai jo aata Dual camera setup ke saath mein Jaha hai 12MP ka main camera aur 16Mp ka telephoto Camera. Google Pixel 4 mein hume project soli ka integration milta hai jiski madad se hum Motion sense tech ko use kar sakte hai jo ki ek RADAR jaisa hai. Google Pixel 4 mein 5.7" ka 19:9 aspect ratio ka FHD+ Display hai aur saath mein Snapdragon 855 Processor aur 6GB RAM, is phone mein 2800mAh ki battery hai aur 8MP ka selfie camera . Pixel 4 XL mein display 6.3” ka hai jo hai QHD+ resolution ke saath aur yeh hai 3700mAh ki battery ke saath mein, in fact, dono phones

Samsung Galaxy Fold Unboxing & First Look by Technical Guruji

        Namaskaar Dosto, is video maine aapse samsung galaxy fold ke baare mein baat ki hai, humne kiya hai unbox galaxy fold ko aur dekha hai isi phone aur detail mein jaha aapko milta hai 4.6 "ka cover aur 7.3" ka Dynamic AMOLED Display HDR10 + ke saath mein, Triple Rear Camera Setup 12MP + 12MP + 16MP, jaha 12MP Main Camera variable aperture ke saath, 12MP Telephoto Camera, aur ek 16MP Ultra Wide Camera, isme Dual Front Facing Camera hai 10MP + 8MP (Depth) ke liye aur ek 10MP cover camera, Samsung ne Galaxy Fold ki price rakhi hai 1980 $ USA mein, Galaxy Fold mein 12GB RAM aur 512GB ki storage hai. Galaxy Fold mein 4380mAh ki battery hai jaha Fast Charging, Fast Wireless Charging aur Reverse Wireless  charging options available hai. India mein Samsung Galaxy Fold ki price hai 164,999INR aur aap ise 20th October se le payenge. Mujhe umeed hai ki aapko Samsung Galaxy Fold ki unboxing aur first look ki yeh video pasand aayegi.